छुड़ा के दामन तो जा रहे हो
Slow: छुड़ा के दामन तो जा रहे हो
ठहरे क्यूँ दो कदम पे जा के
दो कदम पे जा के
खबर है मुझको है प्यार तुझको
ठहरे क्यूं यूँ नज़र मिला के
यूँ नज़र मिला के
कोरस: तू रू
Fast: छुड़ा के दामन तो जा रहे हो - 2
ठहरे क्यूँ दो कदम पे जा के
दो कदम पे जा के
खबर है मुझको है प्यार तुझको
ठहरे क्यूँ यूँ नज़र मिला के
यूँ नज़र मिला के
को: ल ल चि …
नज़र मिलाना भी एक अदा है
नज़र झुकाना भी इक अदा है
ये बात सच है किसीसे पूछो
नज़र चुराना भी इक अदा है
है उधर नहीं कुछ उधर न देखो
इधर है वो दिल जो तुझको चाहे
बहुत हसीं है तुम्हारा गुस्सा
हमे तो इसपे भी प्यार आये
तुम्हारी आँखों ने क्या कहा है - 2
पूछो तुम ये करीब आके
हाय ये करीब आके
छुड़ा के दामन …
को: ल ल
अजीब हालत है आज अपनी
हर एक तमन्ना मचल रही है
क्यूं आज मुझको ये लग रहा है
कि दिल कि धड़कन बदल रही है
है आशिकाना मिज़ाज़ अपना
कहो तुम्हारा मिज़ाज़ क्या है
अगर कहो तुम तो मैं बत दूं
छुपा दिल में वो राज़ क्या है
मैं चाहती हूँ कि तुमको रख लूँ - 2
अपनी हर साँस में छुपा के
साँस में छुपा के
छूड़ा के दामन …
खबर है मुझको …
Slow: chhuṛā ke dāman to jā rahe ho
ṭhahre kyūṇ do kadam pe jā ke
do kadam pe jā ke
khabar hai mujhko hai pyār tujhko
ṭhahre kyūṅ yūṇ nazar milā ke
yūṇ nazar milā ke
koras: tū rū
Fast: chhuṛā ke dāman to jā rahe ho - 2
ṭhahre kyūṇ do kadam pe jā ke
do kadam pe jā ke
khabar hai mujhko hai pyār tujhko
ṭhahre kyūṇ yūṇ nazar milā ke
yūṇ nazar milā ke
ko: la la chi …
nazar milānā bhī ek adā hai
nazar jhukānā bhī ik adā hai
ye bāt sach hai kisīse pūchho
nazar churānā bhī ik adā hai
hai udhar nahīṅ kuchh udhar na dekho
idhar hai vo dil jo tujhko chāhe
bahut hasīṅ hai tumhārā gussā
hame to ispe bhī pyār āye
tumhārī āṇkhoṅ ne kyā kahā hai - 2
pūchho tum ye karīb āke
hāy ye karīb āke
chhuṛā ke dāman …
ko: la la
ajīb hālat hai āj apnī
har ek tamannā machal rahī hai
kyūṅ āj mujhko ye lag rahā hai
ki dil ki dhaṛkan badal rahī hai
hai āśhikānā mizāz apnā
kaho tumhārā mizāz kyā hai
agar kaho tum to maiṅ bat dūṅ
chhupā dil meṅ vo rāz kyā hai
maiṅ chāhtī hūṇ ki tumko rakh lūṇ - 2
apnī har sāṇs meṅ chhupā ke
sāṇs meṅ chhupā ke
chhūṛā ke dāman …
khabar hai mujhko …