छुपा लो यूँ दिल में प्यार मेरा, के जैसे मंदिर में
छुपा लो यूँ दिल में प्यार मेरा
के जैसे मंदिर में लौ दिये की
तुम अपने चरणों में रख लो मुझको
तुम्हारे चरणों का फूल हूँ मैं
मैं सर झुकाए खड़ी हूँ प्रियतम - 2
के जैसे मंदिर में लौ दिये की
ये सच है जीना था पाप तुम बिन
ये पाप मैने किया है अब तक
मगर है मन में छवि तुम्हारी - 2
के जैसे मंदिर में लौ दिये की
फिर आग बिरहा की मत लगाना
के जलके मैं राख हो चुकी हूँ
ये राख माथे पे मैने रख ली - 2
के जैसे मंदिर में लौ दिये की
chhupā lo yūṇ dil meṅ pyār merā
ke jaise maṅdir meṅ lau diye kī
tum apne charṇoṅ meṅ rakh lo mujhko
tumhāre charṇoṅ kā phūl hūṇ maiṅ
maiṅ sar jhukāe khaṛī hūṇ priytam - 2
ke jaise maṅdir meṅ lau diye kī
ye sach hai jīnā thā pāp tum bin
ye pāp maine kiyā hai ab tak
magar hai man meṅ chhavi tumhārī - 2
ke jaise maṅdir meṅ lau diye kī
phir āg birhā kī mat lagānā
ke jalke maiṅ rākh ho chukī hūṇ
ye rākh māthe pe maine rakh lī - 2
ke jaise maṅdir meṅ lau diye kī