Chhup gaye saare nazaare oye k‌yaa baat ho gaee

छुप गये सारे नज़ारे ओये क्‌या बात हो गई
Work
Year
Language

ल: छुप गये सारे नज़ारे ओये क्‌या बात हो गई -2
र: तूने काजल लगाया दिन में रात हो गई -2
मिल गये नैना से नैना ओये क्‌या बात हो गई -2
ल: दिल ने दिल को पुकारा मुलाक़ात हो गई -2

र: ( कल नहीं आना
मुझे ना बुलाना
के मारेगा ताना ज़माना ) -2
तेरे होंठों पे रात ये बहाना था
गोरी तुझको तो आज नहीं आना था
तू चली आई दुहाई ओये क्‌या बात हो गई -2
ल: मैने छोड़ा ज़माना तेरे साथ हो गई
ओ मैने छोड़ा ज़माना तेरे साथ हो गई
र: तूने काजल लगाया दिन में रात हो गई

ल: ( अम्बुआ की डाली
पे गाये मतवाली
कोयलिया काली निराली ) -2
सावन आने का कुछ मतलब होगा
बादल छाने का कोई सबब होगा
रिमझिम छायेँ घटायेँ ओये क्‌या बात हो गई -2
र: तेरी चुनरी लहराई बरसात हो गई -2
ल: दिल ने दिल को पुकारा मुलाक़ात हो गई

ल: ( छोड़ न बइयाँ
पड़ूँ तेरे पइयाँ
तारों की छैंयाँ में सैंयाँ ) -2
र: एक वो दिन था मिलाती न थी तू अँखियाँ
एक ये दिन है तू जागे सारी-सारी रतियाँ
बन गई गोरी चकोरी ओये क्‌या बात हो गई -2
ल: जिसका डर था बेदर्दी वही बात हो गई
हो जिसका डर था बेदर्दी वही बात हो गई
छुप गये सारे नज़ारे ओये क्‌या बात हो गई
दो: दिल ने दिल को पुकारा मुलाक़ात हो गई -2

la: chhup gaye sāre nazāre oye k‌yā bāt ho gaī -2
ra: tūne kājal lagāyā din meṅ rāt ho gaī -2
mil gaye nainā se nainā oye k‌yā bāt ho gaī -2
la: dil ne dil ko pukārā mulāqāt ho gaī -2

ra: ( kal nahīṅ ānā
mujhe nā bulānā
ke māregā tānā zamānā ) -2
tere hoṅṭhoṅ pe rāt ye bahānā thā
gorī tujhko to āj nahīṅ ānā thā
tū chalī āī duhāī oye k‌yā bāt ho gaī -2
la: maine chhoṛā zamānā tere sāth ho gaī
o maine chhoṛā zamānā tere sāth ho gaī
ra: tūne kājal lagāyā din meṅ rāt ho gaī

la: ( ambuā kī ḍālī
pe gāye matvālī
koyliyā kālī nirālī ) -2
sāvan āne kā kuchh matalab hogā
bādal chhāne kā koī sabab hogā
rimjhim chhāyeṇ ghaṭāyeṇ oye k‌yā bāt ho gaī -2
ra: terī chunrī lahrāī barsāt ho gaī -2
la: dil ne dil ko pukārā mulāqāt ho gaī

la: ( chhoṛ na baiyāṇ
paṛūṇ tere paiyāṇ
tāroṅ kī chhaiṅyāṇ meṅ saiṅyāṇ ) -2
ra: ek vo din thā milātī na thī tū aṇkhiyāṇ
ek ye din hai tū jāge sārī-sārī ratiyāṇ
ban gaī gorī chakorī oye k‌yā bāt ho gaī -2
la: jiskā ḍar thā bedardī vahī bāt ho gaī
ho jiskā ḍar thā bedardī vahī bāt ho gaī
chhup gaye sāre nazāre oye k‌yā bāt ho gaī
do: dil ne dil ko pukārā mulāqāt ho gaī -2