छुप गया बदली में जा के चाँद भी शरमा गया
छुप गए सारे तारे बादलों में छुप गए
छुप गए वो नज़ारे बादलों में छुप गए
आ आ
छुप गया बदली में जा के चाँद भी शरमा गया
आपको देखा तो फूलों को पसीना आ गया
अरे माही रे ओ ओ
आपने यूं छेड़ के तो दिल मेरा धड़का दिया
हम मिले तो प्यार करने का महीना आ गया
अरे माही रे ओ ओ आ
आपकी ये चूड़ियां हमको जगाएं रात भर
आपकी ये बोलियां हमको सताएं रात भर
आपका आँचल उड़ा अंबर पे बादल छा गया
हम मिले तो …
अरे माही हाय हो हो आ
आँखों से नींदें चुराना कोई सीखे आपसे
प्यार में पागल बनाना कोई सीखे आपसे
आपकी चाहत का ये अंदाज़ हमको भा गया
आपको देखा तो …
chhup gae sāre tāre bādloṅ meṅ chhup gae
chhup gae vo nazāre bādloṅ meṅ chhup gae
ā ā
chhup gayā badlī meṅ jā ke chāṇd bhī śharmā gayā
āpko dekhā to phūloṅ ko pasīnā ā gayā
are māhī re o o
āpne yūṅ chheṛ ke to dil merā dhaṛkā diyā
ham mile to pyār karne kā mahīnā ā gayā
are māhī re o o ā
āpkī ye chūṛiyāṅ hamko jagāeṅ rāt bhar
āpkī ye boliyāṅ hamko satāeṅ rāt bhar
āpkā āṇchal uṛā aṅbar pe bādal chhā gayā
ham mile to …
are māhī hāy ho ho ā
āṇkhoṅ se nīṅdeṅ churānā koī sīkhe āpse
pyār meṅ pāgal banānā koī sīkhe āpse
āpkī chāhat kā ye aṅdāz hamko bhā gayā
āpko dekhā to …