स: छुओ न छुओ न अलबेले मेरे सैंयां
मैं तो नाज़ुक बदन छुई-मुई
मु: तू क़रीब आ न हमें सता तेरे हो चुके तुझे दिल दिया
स: अजी जाओ न ललचाओ न मीठी-मीठी बातों से भरमाओ न
मु: हो तू क़रीब आ …
हर नज़र मदभरी हर अदा तेरी जादूभरी
स: रहने दो अपनी यह जादूगरी
हो ओ अजी जाओ न ललचाओ …
मु: रात यूँ ही ढल न जाए यह घड़ी टल न जाए
स: हमसे तो पूछो दिन कैसे बिताए
अजी जाओ न ललचाओ …
sa: chhuo na chhuo na albele mere saiṅyāṅ
maiṅ to nāzuk badan chhuī-muī
mu: tū qarīb ā na hameṅ satā tere ho chuke tujhe dil diyā
sa: ajī jāo na lalchāo na mīṭhī-mīṭhī bātoṅ se bharmāo na
mu: ho tū qarīb ā …
har nazar madabhrī har adā terī jādūbhrī
sa: rahne do apnī yah jādūgrī
ho o ajī jāo na lalchāo …
mu: rāt yūṇ hī ḍhal na jāe yah ghaṛī ṭal na jāe
sa: hamse to pūchho din kaise bitāe
ajī jāo na lalchāo …