Chhotee umar hai meree lambee kahaaniyaan ... o rabbaa too hee bachaa

छोटी उमर है मेरी लम्बी कहानियां ... ओ रब्बा तू ही बचा
Work
Year
Language

छोटी उमर है मेरी लम्बी कहानियां
झुकती निगाहें मेरी उठती जवानियां
ओ रब्बा तू ही बचा ओ रब्बा तू ही बचा

ना मैं शबाब जानूं हे ना मैं शराब जानूं
छाया है फिर भी नशा
हो रब्बा तू ही बचा

गोरे गालों पे ज़ुल्फ़ों वाली हूँ मैं
थोड़ी सी गोरी थोड़ी काली हूँ मैं
भंवरे आ जाएं पा के खुश्बू मेरी
खिलती चमेली जैसी डाली हूँ मैं
ना मैं शबाब …

साकी बिना ही दुनिया घूम लेती हूँ
अपनी तरंग में ही झूम लेती हूँ
सबसे छुपा के तन्हाई में तो जी
शीशे में खुद को ही चूम लेती हूँ
ना मैं शबाब …

ओ रब्बा मैं की करां

chhoṭī umar hai merī lambī kahāniyāṅ
jhuktī nigāheṅ merī uṭhtī javāniyāṅ
o rabbā tū hī bachā o rabbā tū hī bachā

nā maiṅ śhabāb jānūṅ he nā maiṅ śharāb jānūṅ
chhāyā hai phir bhī naśhā
ho rabbā tū hī bachā

gore gāloṅ pe zulfoṅ vālī hūṇ maiṅ
thoṛī sī gorī thoṛī kālī hūṇ maiṅ
bhaṅvre ā jāeṅ pā ke khuśhbū merī
khiltī chamelī jaisī ḍālī hūṇ maiṅ
nā maiṅ śhabāb …

sākī binā hī duniyā ghūm letī hūṇ
apnī taraṅg meṅ hī jhūm letī hūṇ
sabse chhupā ke tanhāī meṅ to jī
śhīśhe meṅ khud ko hī chūm letī hūṇ
nā maiṅ śhabāb …

o rabbā maiṅ kī karāṅ