Chhotaa saa bhaiyaa hamaaraa, bahnaa ke dil kaa dulaaraa

छोटा सा भैया हमारा, बहना के दिल का दुलारा
Year
Language

छोटा सा भैया हमारा बहना के दिल का दुलारा
सूरज ने देखा चन्दा ने देखा सबको लगे कितना प्यारा

तू ही तो है मेरी दुनिया, कैसे ये छूटेगी
भाई बहन के मिलन की, डोरी न टूटेगी
जग में कहीं भी रहे तू, दूंगी मैं तुझको सहारा
छोटा …

होगा बड़ा जिस दिन तू, लेकर दुआ मेरी
प्यार से चर्चा करेगा, सारा ज़माना तेरी
कदमों के नीचे होगा, दुनिया का दूजा किनारा
छोटा …

chhoṭā sā bhaiyā hamārā bahnā ke dil kā dulārā
sūraj ne dekhā chandā ne dekhā sabko lage kitnā pyārā

tū hī to hai merī duniyā, kaise ye chhūṭegī
bhāī bahan ke milan kī, ḍorī na ṭūṭegī
jag meṅ kahīṅ bhī rahe tū, dūṅgī maiṅ tujhko sahārā
chhoṭā …

hogā baṛā jis din tū, lekar duā merī
pyār se charchā karegā, sārā zamānā terī
kadmoṅ ke nīche hogā, duniyā kā dūjā kinārā
chhoṭā …