छोड़ो भी ये गुस्सा जो हुआ सो हुआ ... कुछ खता है तेरी
छोड़ो भी ये गुस्सा जो हुआ सो हुआ
छोड़ो भी ये किस्सा जो हुआ सो हुआ
कुछ खता है तेरी कुछ खता है मेरी
बराबर का है हिस्सा जो हुआ सो हुआ
छोड़ो भी ये गुस्सा …
कहां गया वो सब घूमना घुमाना
आते ही मुझको बाहों में उठाना
तुम भी भूल गईं वो खिलखिलाना
आँखों ही आँखों में प्यार जताना
तुम्हीं ने तो पहले छेड़ी ये लड़ाई
भूल गए प्यार में जो कसमें खाईं
हर वक़्त काम में खोई रहती हो
मेरी इक ज़माने से याद नहीं आई
तू झूठा है नहीं सच्ची हैं ये अदाएं पर बड़ी अच्छी हैं
जो होना था हो गया ऐ सनम जाने दो
कुछ खता है तेरी …
होंठों पे आई बात चलो कह डालूं
दिल का तो अच्छा है पर झगड़ालू
तेरी चाहत में जान भी गंवा दूं
कहीं और देखे न दिल मेरा जले है
जब ये जैसे सौ सौ छुरियां चले हैं
यही बात उतरे न मेरे गले है
तुझे कोई और चाहे मुझको खले है
तू पगली है तू दीवाना मैं शमा हूँ मैं परवाना
जलना ही था हमको प्यार में जल जाने दो
कुछ खता है तेरी …
chhoṛo bhī ye gussā jo huā so huā
chhoṛo bhī ye kissā jo huā so huā
kuchh khatā hai terī kuchh khatā hai merī
barābar kā hai hissā jo huā so huā
chhoṛo bhī ye gussā …
kahāṅ gayā vo sab ghūmnā ghumānā
āte hī mujhko bāhoṅ meṅ uṭhānā
tum bhī bhūl gaīṅ vo khilkhilānā
āṇkhoṅ hī āṇkhoṅ meṅ pyār jatānā
tumhīṅ ne to pahle chheṛī ye laṛāī
bhūl gae pyār meṅ jo kasmeṅ khāīṅ
har vaqt kām meṅ khoī rahtī ho
merī ik zamāne se yād nahīṅ āī
tū jhūṭhā hai nahīṅ sachchī haiṅ ye adāeṅ par baṛī achchhī haiṅ
jo honā thā ho gayā ai sanam jāne do
kuchh khatā hai terī …
hoṅṭhoṅ pe āī bāt chalo kah ḍālūṅ
dil kā to achchhā hai par jhagaṛālū
terī chāhat meṅ jān bhī gaṅvā dūṅ
kahīṅ aur dekhe na dil merā jale hai
jab ye jaise sau sau chhuriyāṅ chale haiṅ
yahī bāt utre na mere gale hai
tujhe koī aur chāhe mujhko khale hai
tū paglī hai tū dīvānā maiṅ śhamā hūṇ maiṅ parvānā
jalnā hī thā hamko pyār meṅ jal jāne do
kuchh khatā hai terī …