Chhoree ke nakhre vaah bhaee vaah

छोरी के नखरे वाह भई वाह्
Work
Year
Language

वाह भई वाह वाह भई वाह छोरी के नखरे वाह भई वाह
वाह भई वाह …

पहले शौक़ से नैन मिलाए फिर कतरा के नज़र चुराए
उस पे बने फ़न्ने खां
वाह भई वाह …

जा भई जा जा भई जा गली के गुंडे जा भई जा
वाह भई वाह …

चाँदी के दो झुमके लाके ले जाएगा मुझे पटा के
जा अपना मुंह धो के आ
जा भई जा …

दिल की गली में आ भी जाना छोड़ दे अब ऐसे इतराना
नज़रें नज़रों से मिला
जा भई जा …

देख ले जूती तिलेवाली मेरे लिए लाई दिलवाली
हाय दिलवाली
मारूंगी मैं दे के गाली जा अपने खसमां नू खा
जा भई जा …

जैसे है तू गोरी चिट्टी वैसे बातें भी की मिठ्ठी
पढ़ ले मेरे दिल की चिट्ठी ले बाबू दा चश्मा पा
जा भई जा …

पहना दे मंगनी का छल्ला सर पे मेरे ओढ़ के पल्ला
गवाह बना के सारा मोहल्ला फिर तू चाहें जफियां पा
वाह भई वाह …

vāh bhaī vāh vāh bhaī vāh chhorī ke nakhre vāh bhaī vāh
vāh bhaī vāh …

pahle śhauq se nain milāe phir katrā ke nazar churāe
us pe bane fanne khāṅ
vāh bhaī vāh …

jā bhaī jā jā bhaī jā galī ke guṅḍe jā bhaī jā
vāh bhaī vāh …

chāṇdī ke do jhumke lāke le jāegā mujhe paṭā ke
jā apnā muṅh dho ke ā
jā bhaī jā …

dil kī galī meṅ ā bhī jānā chhoṛ de ab aise itrānā
nazreṅ nazroṅ se milā
jā bhaī jā …

dekh le jūtī tilevālī mere lie lāī dilvālī
hāy dilvālī
mārūṅgī maiṅ de ke gālī jā apne khasmāṅ nū khā
jā bhaī jā …

jaise hai tū gorī chiṭṭī vaise bāteṅ bhī kī miṭhṭhī
paṛh le mere dil kī chiṭṭhī le bābū dā chaśhmā pā
jā bhaī jā …

pahnā de maṅgnī kā chhallā sar pe mere oṛh ke pallā
gavāh banā ke sārā mohallā phir tū chāheṅ japhiyāṅ pā
vāh bhaī vāh …