छोड़ गए बालम, मुझे हाय अकेला छोड़ गए
मु: छोड़ गए बालम, मुझे हाय अकेला छोड़ गए
तोड़ गए बालम, मेरा प्यार भरा दिल तोड़ गए
ल: छूट गया बालम, हाय साथ हमारा छूट गया
टूट गया बालम, मेरा प्यार भरा दिल टूट गया
मु: छोड़ गए बालम …
ल: फूल संग मुस्काए कलियाँ, मैं कैसे मुस्काऊँ
बादल देख के भर आई अँखियाँ - 2, छम-छम नीर बहाऊँ
मैं छम-छम नीर बहाऊँ
मु: छोड़ गए बालम …
दिल की लगी को क्या कोई जाने, मैं जानूँ दिल जाने
पलकों की छाया में नाचें - 2, दर्द भरे अफ़साने
ये दर्द भरे अफ़साने
ल: छूट गया बालम …
ल: पहले मन में आग लगी और, फिर बरसी बरसात
ऐसी चली बिरहा की आँधी - 2, तड़पत हूँ दिन-रात
मैं तड़पत हूँ दिन-रात
मु: छोड़ गए बालम …
mu: chhoṛ gae bālam, mujhe hāy akelā chhoṛ gae
toṛ gae bālam, merā pyār bharā dil toṛ gae
la: chhūṭ gayā bālam, hāy sāth hamārā chhūṭ gayā
ṭūṭ gayā bālam, merā pyār bharā dil ṭūṭ gayā
mu: chhoṛ gae bālam …
la: phūl saṅg muskāe kaliyāṇ, maiṅ kaise muskāūṇ
bādal dekh ke bhar āī aṇkhiyāṇ - 2, chham-chham nīr bahāūṇ
maiṅ chham-chham nīr bahāūṇ
mu: chhoṛ gae bālam …
dil kī lagī ko kyā koī jāne, maiṅ jānūṇ dil jāne
palkoṅ kī chhāyā meṅ nācheṅ - 2, dard bhare afsāne
ye dard bhare afsāne
la: chhūṭ gayā bālam …
la: pahle man meṅ āg lagī aur, phir barsī barsāt
aisī chalī birhā kī āṇdhī - 2, taṛpat hūṇ din-rāt
maiṅ taṛpat hūṇ din-rāt
mu: chhoṛ gae bālam …