Chhoone na doongee haath re najriyon se dil bhar doongee

छूने न दूँगी हाथ रे नजरियों से दिल भर दूँगी
Work
Year
Language

छूने न दूँगी हाथ रे नजरियों से दिल भर दूँगी
बैठी रहूँगी सारी रात रे नजरियों से दिल भर दूँगी

दिल की हसरत न कभी दिल से निकलने दूँगी
प्यार का कोई भी जादू न चलने दूँगी

इश्क़ की आग तेज़ है हमने माना
दिल के मोती को हरगिज़ न पिघलने दूँगी
होती रहेगी मुलाकात रे नजरियों से दिल भर दूँगी
छूने न दूँगी …

chhūne na dūṇgī hāth re najriyoṅ se dil bhar dūṇgī
baiṭhī rahūṇgī sārī rāt re najriyoṅ se dil bhar dūṇgī

dil kī hasrat na kabhī dil se nikalne dūṇgī
pyār kā koī bhī jādū na chalne dūṇgī

iśhq kī āg tez hai hamne mānā
dil ke motī ko hargiz na pighalne dūṇgī
hotī rahegī mulākāt re najriyoṅ se dil bhar dūṇgī
chhūne na dūṇgī …