छूकर तेरे मन को ... मैं दीवाना सा होने लगा
छूकर तेरे मन को मन को
हो दिल में हलचल सी होने लगी एक उलझन सी होने लगी
मैं दीवाना सा होने लगा तू भी पागल सी होने लगी
छूकर तेरे मन को …
दिल में हलचल सी होने लगी एक उलझन सी होने लगी
तू दीवाना सा होने लगा मैं भी पागल सी होने लगी
छूकर तेरे मन को …
तुझको क्या हुआ मुझको ये बता
दिल है लापता क्या हुआ क्या पता
मैं तो नींदों में खोने लगी मेरी बाहों में सोने लगी
हाँ मैं दीवाना सा …
अब ना सता हे चुपके से आजा हो
नजरों की राहों से दिल में समा जा
जान-ए-वफ़ा हे तू मेरा हो जा हा
मैं तुझमें खो जाऊं तू मुझमें खो जा
एक मस्ती सी छाने लगी
हो मेरी धड़कन भी गाने लगी
हाँ मैं दीवाना सा …
chhūkar tere man ko man ko
ho dil meṅ halchal sī hone lagī ek uljhan sī hone lagī
maiṅ dīvānā sā hone lagā tū bhī pāgal sī hone lagī
chhūkar tere man ko …
dil meṅ halchal sī hone lagī ek uljhan sī hone lagī
tū dīvānā sā hone lagā maiṅ bhī pāgal sī hone lagī
chhūkar tere man ko …
tujhko kyā huā mujhko ye batā
dil hai lāptā kyā huā kyā patā
maiṅ to nīṅdoṅ meṅ khone lagī merī bāhoṅ meṅ sone lagī
hāṇ maiṅ dīvānā sā …
ab nā satā he chupke se ājā ho
najroṅ kī rāhoṅ se dil meṅ samā jā
jān-e-vafā he tū merā ho jā hā
maiṅ tujhmeṅ kho jāūṅ tū mujhmeṅ kho jā
ek mastī sī chhāne lagī
ho merī dhaṛkan bhī gāne lagī
hāṇ maiṅ dīvānā sā …