छीन के दिल क्यों फेर लीं आँखें
र: छीन के दिल क्यूँ फेर लीं आँखें
जान गये हम जान गये
लाख अदायें देखने वाले
ये भी अदा पहचान गये
हम हैं तुम्हारे चाहने वाले
हमको न तुम बरबाद करो
दिल ने किया था दिल से जो वादा
याद करो हाँ याद करो
हाय ज़रा सी बात का बोलो
आज बुरा क्यूँ मान गये
आँख में शोख़ी दिल में मुहब्बत
ओ
दिल है कहीं नज़रें हैं कहीं
ऐसे चले हो भेद छुपाकर
जैसे हमें मालूम नहीं
तुमको क़सम है अब ना सताओ
आज तुम्हें हम मान गये
छीन के दिल क्यूँ फेर लीं आँखें
जान गये हम जान गये
श: हो ना कहीं
बदनाम मोहब्बत
देखो-देखो
ज़ुबाँ से
कुछ ना कहो -2
प्यार का नग़मा हमको सुना के
लूटने वाले तुम ही कहो
तुमने हमें पहचान लिया तो
हम भी तुम्हें पहचान गये
दो: छीन के दिल क्यूँ फेर लीं आँखें
जान गये हम जान गये
ra: chhīn ke dil kyūṇ pher līṅ āṇkheṅ
jān gaye ham jān gaye
lākh adāyeṅ dekhne vāle
ye bhī adā pahchān gaye
ham haiṅ tumhāre chāhne vāle
hamko na tum barbād karo
dil ne kiyā thā dil se jo vādā
yād karo hāṇ yād karo
hāy zarā sī bāt kā bolo
āj burā kyūṇ mān gaye
āṇkh meṅ śhokhī dil meṅ muhabbat
o
dil hai kahīṅ nazreṅ haiṅ kahīṅ
aise chale ho bhed chhupākar
jaise hameṅ mālūm nahīṅ
tumko qasam hai ab nā satāo
āj tumheṅ ham mān gaye
chhīn ke dil kyūṇ pher līṅ āṇkheṅ
jān gaye ham jān gaye
śha: ho nā kahīṅ
badnām mohabbat
dekho-dekho
zubāṇ se
kuchh nā kaho -2
pyār kā naġhmā hamko sunā ke
lūṭne vāle tum hī kaho
tumne hameṅ pahchān liyā to
ham bhī tumheṅ pahchān gaye
do: chhīn ke dil kyūṇ pher līṅ āṇkheṅ
jān gaye ham jān gaye