छम छम बोले पायल पिया तूने ये क्या किया
आ हा ला ला ला लाल ला
हे हे ला ला ला ला ला
छम छम छम छम
छम छम बोले पायल पिया
तूने ये क्या किया मुझे छू लिया हो
मैं छुई मुई सिमट गई तेरी बाहों में
ये क्या किया मेरे पिया ये क्या किया
ओ हो ओ सनम मेरी दिलरुबा
मेरी बाहों में आ भी जा मैने छू लिया हो
तू छुई मुई सिमट गई मेरी बाहों में
तो क्या हुआ जो छू लिया तो क्या हुआ
मन में कोई प्यास है तन में कोई आग है
भीगे भीगे लबों के जाम ले
हो कैसा मेरा हाल है
कुछ भी ना ख्याल है
बहके बहके कदम हैं थाम ले
ओ मेरे बस में नहीं मेरा जिया
ओ सनम मेरी दिलरुबा
मेरी बाहों में आ भी जा
आँखों में खुमार है
दिल भी बेकरार है
बेखुदी मुझपे चाई प्यार की
हो जादू तेरा चल गया
आँचल मेरा ढल गया
ये शरारत है मेरे यार की
ओ मैं तेरी इस अदा पे मर गया
हो हो हो
छम छम …
ā hā lā lā lā lāl lā
he he lā lā lā lā lā
chham chham chham chham
chham chham bole pāyal piyā
tūne ye kyā kiyā mujhe chhū liyā ho
maiṅ chhuī muī simaṭ gaī terī bāhoṅ meṅ
ye kyā kiyā mere piyā ye kyā kiyā
o ho o sanam merī dilrubā
merī bāhoṅ meṅ ā bhī jā maine chhū liyā ho
tū chhuī muī simaṭ gaī merī bāhoṅ meṅ
to kyā huā jo chhū liyā to kyā huā
man meṅ koī pyās hai tan meṅ koī āg hai
bhīge bhīge laboṅ ke jām le
ho kaisā merā hāl hai
kuchh bhī nā khyāl hai
bahke bahke kadam haiṅ thām le
o mere bas meṅ nahīṅ merā jiyā
o sanam merī dilrubā
merī bāhoṅ meṅ ā bhī jā
āṇkhoṅ meṅ khumār hai
dil bhī bekrār hai
bekhudī mujhpe chāī pyār kī
ho jādū terā chal gayā
āṇchal merā ḍhal gayā
ye śharārat hai mere yār kī
o maiṅ terī is adā pe mar gayā
ho ho ho
chham chham …