छल्ला छल्ला उंगली में डाल मेरा छल्ला
छल्ला छल्ला छल्ला छल्ला
उंगली में डाल मेरा छल्ला
कहना मेरा मान ले तू वरना यहां जान मेरी
मैं तो मचा दूँगा हल्ला
उंगली में डाल …
चार दिन की कहानी पे नाज़ कर ना जवानी पे
सच कहता हूँ मैं रानी ना जले आग पानी पे
नहीं नहीं मैने कहीं पहले कभी देखी नहीं
इतनी अकड़ वल्लाह वल्लाह
उंगली में डाल …
लाल जोड़ा मैं लाऊँगा मांग तेरी सजाऊँगा
कोई रोकेगा क्या मुझको तुझे दुल्हन बनाऊँगा
सारी उम्र छोड़ूँगा न संग तेरा राम कसम
मैं हूं बिहारी लल्ला
उंगली में डाल …
chhallā chhallā chhallā chhallā
uṅglī meṅ ḍāl merā chhallā
kahnā merā mān le tū varnā yahāṅ jān merī
maiṅ to machā dūṇgā hallā
uṅglī meṅ ḍāl …
chār din kī kahānī pe nāz kar nā javānī pe
sach kahtā hūṇ maiṅ rānī nā jale āg pānī pe
nahīṅ nahīṅ maine kahīṅ pahle kabhī dekhī nahīṅ
itnī akaṛ vallāh vallāh
uṅglī meṅ ḍāl …
lāl joṛā maiṅ lāūṇgā māṅg terī sajāūṇgā
koī rokegā kyā mujhko tujhe dulhan banāūṇgā
sārī umr chhoṛūṇgā na saṅg terā rām kasam
maiṅ hūṅ bihārī lallā
uṅglī meṅ ḍāl …