Chhalkaa-chhalkaa re o kalsee kaa paanee ... dum-dum dumak‌k‌

छलका-छलका रे ओ कलसी का पानी ... डुम-डुम डुमक्‌क्‌
Work
Year
Language

छलका-छलका रे ओ कलसी का पानी

छलका-छलका रे ओ आँख ना मानी

मैया बोले जाना नहीं

भैया को भी माना नहीं

बाबुल बोले बस एक दिन कल का छलका

गुड्डा बोले जाना नहीं

गुड्डी बोले जाना नहीं

सखी बोले बस एक दिन कल का छलका

भोले-भोले पैरों से चली चली रे

बाबू तेरी छोटी थी गली ई ई

बीते मेरे पीछे रह गये

पाखीयों के नीचे रह गये

गैया मेरी प्यासी रह गई रह गई रह गई रह गई रह गई

तुलसी वाली वादी रह गई रह गई

चूल्हा मैं जलाती रह गई

कागा बोले जाना नहीं

जोगी बोले जाना नहीं

कर आ बोले एक दिन और कल का छलका

बाबुल आ छोड़ा तेरा अंगनारा हां

अंगनारा अंगनारा हा छोदा तेरा अंगनारा -3
छोदा तेरा अंगनारा
अब की जो घर आयेगी आयेगी

हीरे वाला छल्ला लायेगी

आ आ
गोदी में खिलायें सखियाँ

गोदी में खिलायें सखियां सखियां
नन्हा-मुन्ना लल्ला लइयो

अब के जो सावन आयेग अब के अब के अब के अब के

दूसरी बिदाई डोलेगी डोलेगी

पिया की जुदाई डोलेगी
%(थे सेपरतिओन फ़्रोम थे हुस्बन्द विल्ल लूम)

chhalkā-chhalkā re o kalsī kā pānī

chhalkā-chhalkā re o āṇkh nā mānī

maiyā bole jānā nahīṅ

bhaiyā ko bhī mānā nahīṅ

bābul bole bas ek din kal kā chhalkā

guḍḍā bole jānā nahīṅ

guḍḍī bole jānā nahīṅ

sakhī bole bas ek din kal kā chhalkā

bhole-bhole pairoṅ se chalī chalī re

bābū terī chhoṭī thī galī ī ī

bīte mere pīchhe rah gaye

pākhīyoṅ ke nīche rah gaye

gaiyā merī pyāsī rah gaī rah gaī rah gaī rah gaī rah gaī

tulsī vālī vādī rah gaī rah gaī

chūlhā maiṅ jalātī rah gaī

kāgā bole jānā nahīṅ

jogī bole jānā nahīṅ

kar ā bole ek din aur kal kā chhalkā

bābul ā chhoṛā terā aṅgnārā hāṅ

aṅgnārā aṅgnārā hā chhodā terā aṅgnārā -3
chhodā terā aṅgnārā
ab kī jo ghar āyegī āyegī

hīre vālā chhallā lāyegī

ā ā
godī meṅ khilāyeṅ sakhiyāṇ

godī meṅ khilāyeṅ sakhiyāṅ sakhiyāṅ
nanhā-munnā lallā laiyo

ab ke jo sāvan āyeg ab ke ab ke ab ke ab ke

dūsrī bidāī ḍolegī ḍolegī

piyā kī judāī ḍolegī
%(the separtion from the husband vill lūm)