छलिया मेरा नाम, छलना मेरा काम्
छलिया मेरा नाम, छलिया मेरा नाम
हिंदू मुसलिम सिख इसाई सबको मेरा सलाम
छलिया मेरा…
देखो लोगों ज़रा तो सोचो बनी कहानी कैसे
तुमने मेरी रोटी छीनी छीनी मैंने पैसे
सीखा तुम से काम हुआ मैं बदनाम
हिंदू मुसलिम्…
रोक रहीं हैं राहें मेरी नैना तीखे-तीखे
हम तो खाली माल के रसिया इश्क़ नहीं हम सीखे
जहाँ भी देखा दाम वहीं निकाला काम
हिंदू मुसलिम्…
मैं हूँ गलियों का शहज़ादा जो चाहूँ वो ले लूँ
शहज़ादे तलवार से खेलें मैं कैंची से खेलूँ
मेहनत मेरा काम देना उसका काम
हिंदू मुसलिम्…
chhaliyā merā nām, chhaliyā merā nām
hiṅdū muslim sikh isāī sabko merā salām
chhaliyā merā…
dekho logoṅ zarā to socho banī kahānī kaise
tumne merī roṭī chhīnī chhīnī maiṅne paise
sīkhā tum se kām huā maiṅ badnām
hiṅdū muslim…
rok rahīṅ haiṅ rāheṅ merī nainā tīkhe-tīkhe
ham to khālī māl ke rasiyā iśhq nahīṅ ham sīkhe
jahāṇ bhī dekhā dām vahīṅ nikālā kām
hiṅdū muslim…
maiṅ hūṇ galiyoṅ kā śhahazādā jo chāhūṇ vo le lūṇ
śhahazāde talvār se kheleṅ maiṅ kaiṅchī se khelūṇ
mehnat merā kām denā uskā kām
hiṅdū muslim…