छाया मेरी उम्मीद की दुनिया में अंधेरा
( छाया मेरी उम्मीद की दुनिया में अंधेरा
अब ये किसे मालूम है कब होगा सवेरा ) -2
खो जाये ना मिल कर कहीं उल्फ़त का ख़ज़ाना
कहीं उल्फ़त का ख़ज़ाना
खो जाये ना मिल कर कहीं उल्फ़त का ख़ज़ाना
रह जाये न लुट कर कहीं अरमानों का डेरा
अब ये किसे मालूम है कब होगा सवेरा
खिलने भी न पाईं अभी कलियाँ मेरे दिल की
अभी कलियाँ मेरे दिल की
खिलने भी न पाईं अभी कलियाँ मेरे दिल की
दिल तोड़ के ग़म ने किया पहलू में बसेरा
अब ये किसे मालूम है कब होगा सवेरा
सुनता नहीं कोई किसे मैं जा के सुनाऊँ
किसे मैं जा के सुनाऊँ
सुनता नहीं कोई किसे मैं जा के सुनाऊँ
दुख-दर्द में डूबा हुआ अफ़साना है मेरा
अब ये किसे मालूम है कब होगा सवेरा
छाया मेरी उम्मीद की दुनिया में अंधेरा
अब ये किसे मालूम है कब होगा सवेरा
( chhāyā merī ummīd kī duniyā meṅ aṅdherā
ab ye kise mālūm hai kab hogā saverā ) -2
kho jāye nā mil kar kahīṅ ulfat kā khazānā
kahīṅ ulfat kā khazānā
kho jāye nā mil kar kahīṅ ulfat kā khazānā
rah jāye na luṭ kar kahīṅ armānoṅ kā ḍerā
ab ye kise mālūm hai kab hogā saverā
khilne bhī na pāīṅ abhī kaliyāṇ mere dil kī
abhī kaliyāṇ mere dil kī
khilne bhī na pāīṅ abhī kaliyāṇ mere dil kī
dil toṛ ke ġham ne kiyā pahlū meṅ baserā
ab ye kise mālūm hai kab hogā saverā
suntā nahīṅ koī kise maiṅ jā ke sunāūṇ
kise maiṅ jā ke sunāūṇ
suntā nahīṅ koī kise maiṅ jā ke sunāūṇ
dukh-dard meṅ ḍūbā huā afsānā hai merā
ab ye kise mālūm hai kab hogā saverā
chhāyā merī ummīd kī duniyā meṅ aṅdherā
ab ye kise mālūm hai kab hogā saverā