छाया है जो ... ऐसा लग रहा है प्यार हो रहा है
छाया है जो दिल पे क्या नशा है
ऐसा लग रहा है प्यार हो रहा है
हो छाया है जो …
बेकरारी में भी कितना मज़ा है
ऐसा लग रहा है …
अपनी पलकों में मुझको छुपाया है
एक चेहरे ने मेरा चैन चुराया है
हर तरफ़ शोख मौसम का साया है
इन हवाओं ने मेरा आँचल उड़ाया है
दिल में जो छुपी है इक दिलरुबा है
ऐसा लग रहा है …
मैं तो दीवानी तेरी होने लगी
अजनबी ख्यालों में खोने लगी
कुछ खबर हुई ना मुझको तेरी कसम
कब और कहाँ ये चाहत हुई सनम
दर्द है चुभन है हवा है
ऐसा लग रहा है …
chhāyā hai jo dil pe kyā naśhā hai
aisā lag rahā hai pyār ho rahā hai
ho chhāyā hai jo …
bekrārī meṅ bhī kitnā mazā hai
aisā lag rahā hai …
apnī palkoṅ meṅ mujhko chhupāyā hai
ek chehre ne merā chain churāyā hai
har taraf śhokh mausam kā sāyā hai
in havāoṅ ne merā āṇchal uṛāyā hai
dil meṅ jo chhupī hai ik dilrubā hai
aisā lag rahā hai …
maiṅ to dīvānī terī hone lagī
ajanbī khyāloṅ meṅ khone lagī
kuchh khabar huī nā mujhko terī kasam
kab aur kahāṇ ye chāhat huī sanam
dard hai chubhan hai havā hai
aisā lag rahā hai …