छा गए बादल नील गगनपर
घूल गया कजरा साँझ ढले
देखके मेरा मन बेचैन
रैन से पहले हो गई रैन
आज हृदय के स्वप्न फले
घूल गया कजरा साँझ ढले
रुप की संगत और एकांत
आज भटकता मन है शांत
कह दो समय से थमके चले
घूल गया कजरा साँझ ढले
अंधियारों की चादर तान
एक होंगे दो व्याकुल प्राण
आज ना कोई दीप जले
घूल गया कजरा साँझ ढले
chhā gae bādal nīl gaganapar
ghūl gayā kajrā sāṇjh ḍhale
dekhke merā man bechain
rain se pahle ho gaī rain
āj hṛday ke svapn phale
ghūl gayā kajrā sāṇjh ḍhale
rup kī saṅgat aur ekāṅt
āj bhaṭaktā man hai śhāṅt
kah do samay se thamke chale
ghūl gayā kajrā sāṇjh ḍhale
aṅdhiyāroṅ kī chādar tān
ek hoṅge do vyākul prāṇ
āj nā koī dīp jale
ghūl gayā kajrā sāṇjh ḍhale