Chekhush nazaare ke khud pukaare hai

चेखुश नज़ारे के खुद पुकारे है
Year
Language

( चेखुश नज़ारे ) -2 के खुद पुकारे
है यार की मंज़िल

गुलों की वादी सबा की बस्ती गली बहारों की
निगाह को थी तलाश कब से इन्हीं नज़ारों की
कि बेखुदी में निकल पड़ा है उठा के साज़-ए-दिल
चेखुश नज़ारे …

ये वो महल है करके दरीचा है आसमाँ जिसका
ये वो है चिलमन कि जिसके पीछे है वो हसीं क़ातिल
चेखुश नज़ारे …

( chekhuśh nazāre ) -2 ke khud pukāre
hai yār kī maṅzil

guloṅ kī vādī sabā kī bastī galī bahāroṅ kī
nigāh ko thī talāśh kab se inhīṅ nazāroṅ kī
ki bekhudī meṅ nikal paṛā hai uṭhā ke sāz-e-dil
chekhuśh nazāre …

ye vo mahal hai karke darīchā hai āsmāṇ jiskā
ye vo hai chilman ki jiske pīchhe hai vo hasīṅ qātil
chekhuśh nazāre …