Chehre se zaraa aanchal jab aapne sarkaayaa

चेहरे से ज़रा आँचल जब आपने सरकाया
Year
Language

मु: चेहरे से ज़रा आँचल जब आपने सरकाया
दुनिया ये पुकार उठी लो चाँद निकल आया
चेहरे से ज़रा …

माना के वो हीरा हो मुश्किल से जो हाथ आए
इतना भी न तड़पाओ के जान निकल जाए
छोड़ो जी
आ: ना ना
मु: ये झगड़े
आ: ना ना
मु: छोड़ो जी अब ये झगड़े एक बार मुस्करा दो
तक़दीर है क्‌या अपनी मैने जो तुम्हें पाया
दुनिया ये पुकार …

आ: वैसे तो मुझे तुम पर पूरा ही भरोसा है
पर कैसे भुला दूँ मैं आँखों ने जो देखा है
छेड़ोगे
मु: तौबा
आ: दिल तोड़ोगे
मु: तौबा
आ: छेड़ोगे दिल तोड़ोगे एक बार मुस्करा दो
मु: बस इतनी शिक़ायत पर कितना मुझे तड़पाया
दुनिया ये पुकार …

mu: chehre se zarā āṇchal jab āpne sarkāyā
duniyā ye pukār uṭhī lo chāṇd nikal āyā
chehre se zarā …

mānā ke vo hīrā ho muśhkil se jo hāth āe
itnā bhī na taṛpāo ke jān nikal jāe
chhoṛo jī
ā: nā nā
mu: ye jhagaṛe
ā: nā nā
mu: chhoṛo jī ab ye jhagaṛe ek bār muskrā do
taqdīr hai k‌yā apnī maine jo tumheṅ pāyā
duniyā ye pukār …

ā: vaise to mujhe tum par pūrā hī bharosā hai
par kaise bhulā dūṇ maiṅ āṇkhoṅ ne jo dekhā hai
chheṛoge
mu: taubā
ā: dil toṛoge
mu: taubā
ā: chheṛoge dil toṛoge ek bār muskrā do
mu: bas itnī śhiqāyat par kitnā mujhe taṛpāyā
duniyā ye pukār …