Chehre se jaraa aanchal jo aapne sarkaayaa

चेहरे से जरा आँचल जो आपने सरकाया
Year
Language

चेहरे से ज़रा आँचल जब आपने सरकाया
दुनिया ये पुकार उठी, लो चाँद निकल आया

माना के वो हीरा हो, मुश्किल से जो हाथ आये
इतना भी ना तड़पाओ के जान निकल जाये
छोड़ो जी अब ये झगड़े, एक बार मुस्कुरा दो
तकदीर है क्या अपनी, मैंने जो तुम्हें पाया

वैसे तो मुझे तुम पर पूरा ही भरोसा है
कैसे वो भूला दू मैं जो आँखों ने देखा है
छेड़ोगे, दिल तोड़ोगे, एक बार मुस्कुरा दो
इतनी सी शिकायत पर कितना मुझे तड़पाया

chehre se zarā āṇchal jab āpne sarkāyā
duniyā ye pukār uṭhī, lo chāṇd nikal āyā

mānā ke vo hīrā ho, muśhkil se jo hāth āye
itnā bhī nā taṛpāo ke jān nikal jāye
chhoṛo jī ab ye jhagaṛe, ek bār muskurā do
takdīr hai kyā apnī, maiṅne jo tumheṅ pāyā

vaise to mujhe tum par pūrā hī bharosā hai
kaise vo bhūlā dū maiṅ jo āṇkhoṅ ne dekhā hai
chheṛoge, dil toṛoge, ek bār muskurā do
itnī sī śhikāyat par kitnā mujhe taṛpāyā