Chehraa apnaa dekhte hain aaine men vo

चेहरा अपना देखते हैं आइने में वो
Work
Year
Language

चेहरा अपना देखते हैं आइने में वो वो
और ये भी देखते हैं कोई देखता न हो

अपनी दुआ में सिर्फ़ मुझको मांगते हैं वो वो
और ये भी मांगते हैं कोई मांगता न हो

गोरे बदन से उनका आँचल ज़रा सा ढलका
जागा मेरे सीने में कोई दर्द हल्का हल्का

मुझको पता है मुझसे वो प्यार कर रहे हैं
फिर भी ना जाने क्‌यूं कहने से डर रहे हैं

हर लम्हा मेरे बारे में सोचते हैं वो वो
और ये भी सोचते हैं कोई सोचता न हो

खामोश है जुबां लेकिन आँखें बोलती हैं
धड़कन में जो है छुपा वो राज खोलती हैं

उनकी इसी अदा ने दीवाना मुझे कर दिया है
सारे जहां से बेगाना देखो कर दिया है

बस मुझको दिल-ओ-जां से अब चाहते हैं वो वो
और ये भी चाहते हैं कोई चाहता न हो
चेहरा अपना देखते …

chehrā apnā dekhte haiṅ āine meṅ vo vo
aur ye bhī dekhte haiṅ koī dekhtā na ho

apnī duā meṅ sirf mujhko māṅgte haiṅ vo vo
aur ye bhī māṅgte haiṅ koī māṅgtā na ho

gore badan se unkā āṇchal zarā sā ḍhalkā
jāgā mere sīne meṅ koī dard halkā halkā

mujhko patā hai mujhse vo pyār kar rahe haiṅ
phir bhī nā jāne k‌yūṅ kahne se ḍar rahe haiṅ

har lamhā mere bāre meṅ sochte haiṅ vo vo
aur ye bhī sochte haiṅ koī sochtā na ho

khāmośh hai jubāṅ lekin āṇkheṅ boltī haiṅ
dhaṛkan meṅ jo hai chhupā vo rāj kholtī haiṅ

unkī isī adā ne dīvānā mujhe kar diyā hai
sāre jahāṅ se begānā dekho kar diyā hai

bas mujhko dil-o-jāṅ se ab chāhte haiṅ vo vo
aur ye bhī chāhte haiṅ koī chāhtā na ho
chehrā apnā dekhte …