चढ़ गई सर पे इश्क़ मोहब्बत वे
चढ़ गई चढ़ गई सर पे सर पे इश्क़ मोहब्बत वे
दिल दीवाना दिल से बोले कर मोहब्बत रे रे
पहन के चोला जवानी वाला बदला मेरा रंग वे
ओए होय ओए चढ़ गई …
इश्क़ मोहब्बत सर पे हाए रब वे
हाँ चढ़ गई इश्क़ मोहब्बत सर पे हाए रब वे
चढ़ गई …
तेरी खुश्बू से मुझे नशा हुआ
ये सर पे मेरे चढ़ा हुआ इश्क़ वे
यूँ दूर दूर अब ना जा आ पास पास तू आजा
आ धक से सीने लग वे ओय होय होय ओय
चढ़ गई …
इन बाहों में मैं खो जाऊँ
मैं तेरी तेरी हो जाऊँ इश्क़ वे
और भी इक काम मैं करूँ
ये इश्क़ तेरे मैं नाम करूँ
ले हो गया तेरा सब वे
चढ़ गई …
इन आँखों ने मेरी नींद चुराई
भोलेपन में मैने जान गंवाई
मुझे चैन न आई मुझे चैन न आई
मेरी जान ये जाए हाय हाय
मेरा निकला जाए दम वे
चढ़ गई …
chaṛh gaī chaṛh gaī sar pe sar pe iśhq mohabbat ve
dil dīvānā dil se bole kar mohabbat re re
pahan ke cholā javānī vālā badlā merā raṅg ve
oe hoy oe chaṛh gaī …
iśhq mohabbat sar pe hāe rab ve
hāṇ chaṛh gaī iśhq mohabbat sar pe hāe rab ve
chaṛh gaī …
terī khuśhbū se mujhe naśhā huā
ye sar pe mere chaṛhā huā iśhq ve
yūṇ dūr dūr ab nā jā ā pās pās tū ājā
ā dhak se sīne lag ve oy hoy hoy oy
chaṛh gaī …
in bāhoṅ meṅ maiṅ kho jāūṇ
maiṅ terī terī ho jāūṇ iśhq ve
aur bhī ik kām maiṅ karūṇ
ye iśhq tere maiṅ nām karūṇ
le ho gayā terā sab ve
chaṛh gaī …
in āṇkhoṅ ne merī nīṅd churāī
bholepan meṅ maine jān gaṅvāī
mujhe chain na āī mujhe chain na āī
merī jān ye jāe hāy hāy
merā niklā jāe dam ve
chaṛh gaī …