चर्चे हैं हमारे गलियों में सनम्
हे हे हे हे चर्चे हैं चर्चे हैं
हे चर्चे हैं हमारे गलियों में सनम
बहके बहके हम दीवाने बहके हैं कदम
किसी की हम को फ़िकर नहीं यारों बिंदास हैं हम
चर्चे हैं हमारे …
अपनी life में भी आएगी कोई लैला
साथ में उसके घूमेंगे हम भी बन के छैला
अरे आज नहीं तो कल सच हो जाएंगे सारे सपने
सारी दुनिया में गूंजेंगे सिर्फ़ तराने अपने
जहां कहीं कोई लड़की देखे दिल बोले ज़रा थम
चर्चे हैं हमारे …
माना आज हैं कड़के लड़के माल न अपने पास
हम भी बनेंगे टाटा बिड़ला हमको है विश्वास
लोगों की न बात सुनें हम दिल का कहना मानें
ढूंढ रहे हैं मंज़िल अपनी हम राही अन्जाने
सारे जहां पे राज करेंगे खाते हैं कसम
चर्चे हैं हमारे …
he he he he charche haiṅ charche haiṅ
he charche haiṅ hamāre galiyoṅ meṅ sanam
bahke bahke ham dīvāne bahke haiṅ kadam
kisī kī ham ko fikar nahīṅ yāroṅ biṅdās haiṅ ham
charche haiṅ hamāre …
apnī life meṅ bhī āegī koī lailā
sāth meṅ uske ghūmeṅge ham bhī ban ke chhailā
are āj nahīṅ to kal sach ho jāeṅge sāre sapne
sārī duniyā meṅ gūṅjeṅge sirf tarāne apne
jahāṅ kahīṅ koī laṛkī dekhe dil bole zarā tham
charche haiṅ hamāre …
mānā āj haiṅ kaṛke laṛke māl na apne pās
ham bhī baneṅge ṭāṭā biṛlā hamko hai viśhvās
logoṅ kī na bāt suneṅ ham dil kā kahnā māneṅ
ḍhūṅḍh rahe haiṅ maṅzil apnī ham rāhī anjāne
sāre jahāṅ pe rāj kareṅge khāte haiṅ kasam
charche haiṅ hamāre …