चप्पा चप्पा चरखा चले
औनी-पौनी यारियाँ तेरी
बौनी-बौनी बेरियोँ तले
चप्पा चप्पा चरखा चले …
यारा वे, यारा-वे, यारा-वेऽ
नानियाँ परदेसिया
चप्पा चप्पा चरखा चले …
गोरी चटखोरी जो कटोरी से खिलाती थी
जुम्मे के जुम्मे जो सुरमे लगाती थी
कच्ची मुंडेर तले
चप्पा चप्पा चरखा चले …
झूठी-मूठी मोयी ने रसोई में पुकारा था
लोहे के चिमटे से लिपटे तो मारा था
'बीबा' तेरा चूल्हा जले
चप्पा चप्पा चरखा चले …
चुन्नी लेके सोती थी, क़माल लगती थी
पानी में जलता चराग़ लगती थी
'बीबा' तेरा याद न टले
चप्पा चप्पा चरखा चले …
chappā chappā charkhā chale
aunī-paunī yāriyāṇ terī
baunī-baunī beriyoṇ tale
chappā chappā charkhā chale …
yārā ve, yārā-ve, yārā-ve'
nāniyāṇ pardesiyā
chappā chappā charkhā chale …
gorī chaṭkhorī jo kaṭorī se khilātī thī
jumme ke jumme jo surme lagātī thī
kachchī muṅḍer tale
chappā chappā charkhā chale …
jhūṭhī-mūṭhī moyī ne rasoī meṅ pukārā thā
lohe ke chimṭe se lipṭe to mārā thā
'bībā' terā chūlhā jale
chappā chappā charkhā chale …
chunnī leke sotī thī, qamāl lagtī thī
pānī meṅ jaltā charāġh lagtī thī
'bībā' terā yād na ṭale
chappā chappā charkhā chale …