Chann maahiyaa ... aapkaa aanaa ... pyaar aa gayaa re

चन्न माहिया ... आपका आना ... प्यार आ गया रे
Year
Language

चन्न माहिया चन्न माहिया ढोल नगाड़ा वाजे चन्न माहिया
चन्न माहिया चन्न माहिया तू मेरा प्यार ला दे चन्न माहिया

आपका आना दिल धड़काना
मेहंदी लगा के यूं शरमाना
प्यार आ गया रे प्यार आ गया
ओ ओ
क्‌यूं होता है दिल दीवाना
आज ये हमने जाना
प्यार आ गया रे प्यार आ गया
आपका आना दिल धड़काना
डाल के दाना मुझे सताना
प्यार आ गया रे …

मिली जो नज़र हुआ ये असर
ये दिल गुम हुआ अरे बेखबर
छुपी है शरारत तेरे प्यार में
दिल हार बैठे पहली बार में
पल में अपना क्‌यूं हो जाता है कोई बेगाना
प्यार आ गया रे …

तेरे प्यार का नशा छा गया
मिली वो सज़ा मज़ा आ गया
बातों ने तेरी जादू किया
बन बैठा तू मेरा पिया
खन खन बोले चूड़ी मेरी डोली ले के आना
प्यार आ गया रे …

chann māhiyā chann māhiyā ḍhol nagāṛā vāje chann māhiyā
chann māhiyā chann māhiyā tū merā pyār lā de chann māhiyā

āpkā ānā dil dhaṛkānā
mehaṅdī lagā ke yūṅ śharmānā
pyār ā gayā re pyār ā gayā
o o
k‌yūṅ hotā hai dil dīvānā
āj ye hamne jānā
pyār ā gayā re pyār ā gayā
āpkā ānā dil dhaṛkānā
ḍāl ke dānā mujhe satānā
pyār ā gayā re …

milī jo nazar huā ye asar
ye dil gum huā are bekhabar
chhupī hai śharārat tere pyār meṅ
dil hār baiṭhe pahlī bār meṅ
pal meṅ apnā k‌yūṅ ho jātā hai koī begānā
pyār ā gayā re …

tere pyār kā naśhā chhā gayā
milī vo sazā mazā ā gayā
bātoṅ ne terī jādū kiyā
ban baiṭhā tū merā piyā
khan khan bole chūṛī merī ḍolī le ke ānā
pyār ā gayā re …