निगाहें रुक गईं हाय कहाँ पर ... कैसे बजे दिल का सितार्
श: निगाहें रुक गईं हाय कहाँ पर
तड़प कर रह गया नग़मा ज़ुबाँ पर
र: धुआँ सा उठ रहा है आसमाँ पर
गिरी बिजली किसी के आशियाँ पर
श: कैसे बजे दिल का सितार
ठेंस लगी टूट गये तार
र: बीता हुआ जीवन का प्यार
हाय कोई आज गया हार
श: ( दिल कहीं आवाज़ कहीं
नग़मा कहीं साज़ कहीं ) -2
र: देख ये घबराई नज़र -2
खोल न दे राज़ कहीं -2
श: ओ
आज कहे दिल बार-बार
नइया मेरी कैसे लगे पार
र: ( दिल में छुपाये हुये ग़म
कैसे रहूँ रह ना सकूँ
श: टूट पड़े मुझ पे सितम
और मैं कुछ कह ना सकूँ ) -2
र: ओ
गीत में है दिल की पुकार
गाये जा तू साजन के द्वार्
śha: nigāheṅ ruk gaīṅ hāy kahāṇ par
taṛap kar rah gayā naġhmā zubāṇ par
ra: dhuāṇ sā uṭh rahā hai āsmāṇ par
girī bijlī kisī ke āśhiyāṇ par
śha: kaise baje dil kā sitār
ṭheṅs lagī ṭūṭ gaye tār
ra: bītā huā jīvan kā pyār
hāy koī āj gayā hār
śha: ( dil kahīṅ āvāz kahīṅ
naġhmā kahīṅ sāz kahīṅ ) -2
ra: dekh ye ghabrāī nazar -2
khol na de rāz kahīṅ -2
śha: o
āj kahe dil bār-bār
naiyā merī kaise lage pār
ra: ( dil meṅ chhupāye huye ġham
kaise rahūṇ rah nā sakūṇ
śha: ṭūṭ paṛe mujh pe sitam
aur maiṅ kuchh kah nā sakūṇ ) -2
ra: o
gīt meṅ hai dil kī pukār
gāye jā tū sājan ke dvār