Title (Indic)तेरे मेरे होंठों में मीठे मीठे गीत मितवा WorkChandni Year1989 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shiv-Hari Performer Babla Performer Lata Mangeshkar Writer Anand Bakshi LyricsHindiफ़: तेरे मेरे होंठों में मीठे मीठे गीत मितवा म: आगे आगे चलें हम, पीछे पीछे प्रीत मितवा फ़: पहले पहले प्यार की पहली रात याद रहेगी म: फूलों के, इस शहर की, मुलक़ात याद रहेगी फ़: काश यहीं सारी उम्र यूँही जाए बीत मितवा फ़/म: आगे आगे चलें हम, पीछे पीछे प्रीत मितवा फ़: अँखियों में तू बस जा, अँखियाँ मैं बंद कर लूँ म: पहले इन अँखियों से बातें मैं चंद कर लूँ फ़: तेरी इन्हीं बातों ने लिया मुझे जीत मितवा फ़/म: आगे आगे चलें हम, पीछे पीछे प्रीत मितवा फ़: छोटे छोटे दिन रात, लम्बी लम्बी बातें हैं म: जल्दी है किस बात की, बड़ी मुलक़ातें हैं फ़: बातों मुलक़ातों में उम्र जाए बीत मितवा फ़/म: आगे आगे चलें हम, पीछे पीछे प्रीत मितवा Englishfa: tere mere hoṅṭhoṅ meṅ mīṭhe mīṭhe gīt mitvā ma: āge āge chaleṅ ham, pīchhe pīchhe prīt mitvā fa: pahle pahle pyār kī pahlī rāt yād rahegī ma: phūloṅ ke, is śhahar kī, mulaqāt yād rahegī fa: kāśh yahīṅ sārī umr yūṇhī jāe bīt mitvā fa/ma: āge āge chaleṅ ham, pīchhe pīchhe prīt mitvā fa: aṇkhiyoṅ meṅ tū bas jā, aṇkhiyāṇ maiṅ baṅd kar lūṇ ma: pahle in aṇkhiyoṅ se bāteṅ maiṅ chaṅd kar lūṇ fa: terī inhīṅ bātoṅ ne liyā mujhe jīt mitvā fa/ma: āge āge chaleṅ ham, pīchhe pīchhe prīt mitvā fa: chhoṭe chhoṭe din rāt, lambī lambī bāteṅ haiṅ ma: jaldī hai kis bāt kī, baṛī mulaqāteṅ haiṅ fa: bātoṅ mulaqātoṅ meṅ umr jāe bīt mitvā fa/ma: āge āge chaleṅ ham, pīchhe pīchhe prīt mitvā