Title (Indic)मेरे हाथों में नौ नौ चूड़ियाँ हैं WorkChandni Year1989 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shiv-Hari Performer Lata Mangeshkar Writer Anand Bakshi LyricsHindi(मेरे हाथों में नौ-नौ चूड़ियाँ हैं थोड़ ठहरो सजन मजबूरियाँ हैं) -2 मिलन होगा अभी इक रात की दूरिया है मेरे हाथों में नौ-नौ चूड़ियाँ हैं (लम्बी-लम्बी वो काली-काली रातों में काहे चूड़ियाँ खनकती हैं हाथों में) -2 न आना तू निगोड़ी चूड़ियों की बातों में मेरे हाथों में… (ले जा वापस तू अपनी बारात मुंडेया मैं नहीं जाना नहीं जाना तेरे साथ मुंडेया) -2 जगाएगा जगाएगा तू सारी रात मुंडेया मेरे हाथों में… (आते जाते गली में मेरा दिल धड़के मेरे पीछे पड़े हैं आठ-दस लड़के) -2 वे ले जाएं किसी दिन ये सपेरे नागिन फड़के मेरे हाथों में… (मेरे घुटनों से लम्बी हाय मेरी चोटी है मेरी आँख शतरंज की गोटी है) -2 मेरे बाबुल न फिर कहना अभी तू छोटी है मेरे हाथों में… (मेरे दर्ज़ी से आज मेरी जंग हो गई कल चोली सिलाई आज तंग हो गई) -2 ओए शावा शावा करे वो क्या तू लड़की थी पतंग हो गई मेरे हाथों में… मेरे सैंया किया ये बुरा काम तूने कहीं का भी नहीं छोड़ा मुझे हाय राम तूने मेरे सैंया मेरे हाथों में नौ नौ चूड़ियाँ हैं English(mere hāthoṅ meṅ nau-nau chūṛiyāṇ haiṅ thoṛ ṭhahro sajan majbūriyāṇ haiṅ) -2 milan hogā abhī ik rāt kī dūriyā hai mere hāthoṅ meṅ nau-nau chūṛiyāṇ haiṅ (lambī-lambī vo kālī-kālī rātoṅ meṅ kāhe chūṛiyāṇ khanaktī haiṅ hāthoṅ meṅ) -2 na ānā tū nigoṛī chūṛiyoṅ kī bātoṅ meṅ mere hāthoṅ meṅ… (le jā vāpas tū apnī bārāt muṅḍeyā maiṅ nahīṅ jānā nahīṅ jānā tere sāth muṅḍeyā) -2 jagāegā jagāegā tū sārī rāt muṅḍeyā mere hāthoṅ meṅ… (āte jāte galī meṅ merā dil dhaṛke mere pīchhe paṛe haiṅ āṭh-das laṛke) -2 ve le jāeṅ kisī din ye sapere nāgin phaṛke mere hāthoṅ meṅ… (mere ghuṭnoṅ se lambī hāy merī choṭī hai merī āṇkh śhataraṅj kī goṭī hai) -2 mere bābul na phir kahnā abhī tū chhoṭī hai mere hāthoṅ meṅ… (mere darzī se āj merī jaṅg ho gaī kal cholī silāī āj taṅg ho gaī) -2 oe śhāvā śhāvā kare vo kyā tū laṛkī thī pataṅg ho gaī mere hāthoṅ meṅ… mere saiṅyā kiyā ye burā kām tūne kahīṅ kā bhī nahīṅ chhoṛā mujhe hāy rām tūne mere saiṅyā mere hāthoṅ meṅ nau nau chūṛiyāṇ haiṅ