Chandaamaamaa door ke pue pakaaen boor ke

चंदामामा दूर के पुए पकाएं बूर के
Work
Year
Language

चंदामामा दूर के, पुए पकाएं बूर के
आप खाएं थाली में, मुनने को दें प्याली में

1) प्याली गई टूट मुन्ना गया रूठ
लाएंगे नई प्यालियाँ बजा बजा के तालियाँ
मुन्ने को मनाएंगे हम दूध मलाई खाएंगे,
चंदामामा …

2) उड़नखटोले बैठ के मुन्ना चंदा के घर जाएगा
तारों के संग आँख मिचौली खेल के दिल बहलाएगा
खेल कूद से जब मेरे मुन्ने का दिल भर जाएगा
ठुमक ठुमक मेरा मुन्ना वापस घर को आएगा,
चंदामामा …

chaṅdāmāmā dūr ke, pue pakāeṅ būr ke
āp khāeṅ thālī meṅ, munne ko deṅ pyālī meṅ

1) pyālī gaī ṭūṭ munnā gayā rūṭh
lāeṅge naī pyāliyāṇ bajā bajā ke tāliyāṇ
munne ko manāeṅge ham dūdh malāī khāeṅge,
chaṅdāmāmā …

2) uṛnakhṭole baiṭh ke munnā chaṅdā ke ghar jāegā
tāroṅ ke saṅg āṇkh michaulī khel ke dil bahlāegā
khel kūd se jab mere munne kā dil bhar jāegā
ṭhumak ṭhumak merā munnā vāpas ghar ko āegā,
chaṅdāmāmā …