चंदा जैसी बिंदिया तेरी ... नाचो मेरे संग्
तिना तिना तिना तिन चूड़ी बोले सारा दिन
चंदा जैसी बिंदिया तेरी होंठों का है लाल रंग
फूलों जैसा गोरा गोरा रानी है तेरा अंग
नाचो मेरे संग झूमों मेरे संग
प्यारी प्यारी बातें तेरी दिल में जगाएं उमंग
उड़ने लगे पंख बिना जैसे उड़े हो पतंग
नाचो मेरे संग …
गोरा बदन उसपे लाल चुनर मुझे दीवाना करे ओ जान-ए-मन
देखो मुझे ना ना ना छूना नहीं उड़ेंगे होश मेरे मानो सजन
चंदा जैसी बिंदिया …
ठंडी पवन झूम के चलने लगी आग सी लगने लगी ये क्या हुआ
जान-ए-जिगर ना है तेरी खता जादू है ये प्यार का
प्यारी प्यारी बातें …
tinā tinā tinā tin chūṛī bole sārā din
chaṅdā jaisī biṅdiyā terī hoṅṭhoṅ kā hai lāl raṅg
phūloṅ jaisā gorā gorā rānī hai terā aṅg
nācho mere saṅg jhūmoṅ mere saṅg
pyārī pyārī bāteṅ terī dil meṅ jagāeṅ umaṅg
uṛne lage paṅkh binā jaise uṛe ho pataṅg
nācho mere saṅg …
gorā badan uspe lāl chunar mujhe dīvānā kare o jān-e-man
dekho mujhe nā nā nā chhūnā nahīṅ uṛeṅge hośh mere māno sajan
chaṅdā jaisī biṅdiyā …
ṭhaṅḍī pavan jhūm ke chalne lagī āg sī lagne lagī ye kyā huā
jān-e-jigar nā hai terī khatā jādū hai ye pyār kā
pyārī pyārī bāteṅ …