चंदा है तू, मेरा सूरज है तू
चंदा है तू, मेरा सूरज है तू, ओ मेरी आँखों का तारा है तू
जीती हूँ मैं बस तुझे देख के इस टूटे दिल का सहारा है तू
तू खेले खेल कई, मेरा खिलौना है तू
जिससे बंधी हर आशा मेरी, मेरा वो सपना सलोना है तू
नन्हासा है कितना सुन्दर है तू, छोटासा है कितना प्यारा है तू
पुरवाई बन में उड़े, पंछी चमन में उड़े
राम करे कभी हो के बड़ा, तू बनके बादल गगन में उड़े
जो भी तुझे देखे वो ये कहे, किस माँ का ऐसा दुलारा है तू
chaṅdā hai tū, merā sūraj hai tū, o merī āṇkhoṅ kā tārā hai tū
jītī hūṇ maiṅ bas tujhe dekh ke is ṭūṭe dil kā sahārā hai tū
tū khele khel kaī, merā khilaunā hai tū
jisse baṅdhī har āśhā merī, merā vo sapnā salonā hai tū
nanhāsā hai kitnā sundar hai tū, chhoṭāsā hai kitnā pyārā hai tū
purvāī ban meṅ uṛe, paṅchhī chaman meṅ uṛe
rām kare kabhī ho ke baṛā, tū banke bādal gagan meṅ uṛe
jo bhī tujhe dekhe vo ye kahe, kis māṇ kā aisā dulārā hai tū