चमन के फूल भी तुझको गुलाब कहते हैं
चमन के फूल भी तुझ को गुलाब कहते हैं
हमीं नहीं, हैं सभी लाजवाब कहते हैं
नज़र मिला के मेरे दिल की बात पहचानो
सुना है चेहरे को दिल की किताब कहते हैं
साज़-ए-दिल छेड़ दिया है तो ये नग़मा सुन लो
बिखरी बिखरी हुई ये प्यार की किरणें चुन लो
इसी किरण को सनम आफ़ताब कहते हैं
हमीं नहीं, हमीं नहीं
हमीं नहीं हैं सभी लाजवाब कहते हैं
चमन के फूल भी तुझको
आज तक देखी नहीं ऐसी दहकती आँखें
डाल दो आ के इन आण्खों में छलकती आँखें
सम्भल के पीना इसे सब शराब कहते हैं
हमीं नहीं, हमीं नहीं
हमीं नहीं हैं सभी लाजवाब कहते हैं
चमन के फूल भी तुझको …
chaman ke phūl bhī tujh ko gulāb kahte haiṅ
hamīṅ nahīṅ, haiṅ sabhī lājvāb kahte haiṅ
nazar milā ke mere dil kī bāt pahchāno
sunā hai chehre ko dil kī kitāb kahte haiṅ
sāz-e-dil chheṛ diyā hai to ye naġhmā sun lo
bikhrī bikhrī huī ye pyār kī kirṇeṅ chun lo
isī kiraṇ ko sanam āftāb kahte haiṅ
hamīṅ nahīṅ, hamīṅ nahīṅ
hamīṅ nahīṅ haiṅ sabhī lājvāb kahte haiṅ
chaman ke phūl bhī tujhko
āj tak dekhī nahīṅ aisī dahaktī āṇkheṅ
ḍāl do ā ke in āṇkhoṅ meṅ chhalaktī āṇkheṅ
sambhal ke pīnā ise sab śharāb kahte haiṅ
hamīṅ nahīṅ, hamīṅ nahīṅ
hamīṅ nahīṅ haiṅ sabhī lājvāb kahte haiṅ
chaman ke phūl bhī tujhko …