चलते चलते मिला लड़का दीवाना ... दिल दे दे देना
We are about to hear a song. This is different you know
because it is funk, funk, the funk.
Why do you want my दिल यार
चलते चलते मिला लड़का दीवाना
बोला वही जो बोले कोई दीवाना
lovely आँखें मीठी बातें
style तेरा वल्लाह वल्लाह
देखते ही सीटी मारे करता है वो हल्ला गुल्ला
अरे बाबा अरे बाबा करे क्या दीवाना
लड़का जब लड़की देखे गाए यही गाना
दिल दे दे देना दिल ले ले लेना
चलते चलते मिला …
one day dancing, I went to a disco
कितना बोला मैने लड़कों को खिसको
आगे पीछे दाएं बाएं बोले मुझको
hello hello किसका waiting करती हो जी
साथ मेरे चल्लो चल्लो
अरे बाबा अरे बाबा …
मेरे boyfriend का नाम है राजा
लंबा चौड़ा very strong है वो बाबा
फिर भी लड़के डरते डरते मेरे घर पे आएं जाएं
बोले रानी राजा को तू जल्दी कर दे bye bye
अरे बाबा अरे बाबा …
We are about to hear a song. This is different you know
because it is funk, funk, the funk.
Why do you want my dil yār
chalte chalte milā laṛkā dīvānā
bolā vahī jo bole koī dīvānā
lovely āṇkheṅ mīṭhī bāteṅ
style terā vallāh vallāh
dekhte hī sīṭī māre kartā hai vo hallā gullā
are bābā are bābā kare kyā dīvānā
laṛkā jab laṛkī dekhe gāe yahī gānā
dil de de denā dil le le lenā
chalte chalte milā …
one day dancing, I went to a disco
kitnā bolā maine laṛkoṅ ko khisko
āge pīchhe dāeṅ bāeṅ bole mujhko
hello hello kiskā waiting kartī ho jī
sāth mere challo challo
are bābā are bābā …
mere boyfriend kā nām hai rājā
laṅbā chauṛā very strong hai vo bābā
phir bhī laṛke ḍarte ḍarte mere ghar pe āeṅ jāeṅ
bole rānī rājā ko tū jaldī kar de bye bye
are bābā are bābā …