Chaltaa hai kahaan zor ... baby baby

चलता है कहाँ ज़ोर ... बब्य बब्य्
Work
Year
Language

चलता है कहाँ ज़ोर ज़ोर दिल पे बाबा
ओ बाबा
होता है यहाँ शोर शोर दिल पे बाबा
ओ बाबा
नज़रें चुरा लेगा दिल को बचा लेगा
ऐसा नहीं होगा ना ना ना ना
तक्‌क न ना न ना ना ना न ना ना
चलता है कहाँ ज़ोर …

गोरे गोरे गाल ये कोरे
डाल रहे हैं तुझ पे डोरे
ज़ुल्फ़ों के ये जाल सुनहरे
उस पे नज़रों के ये पहरे
तू कैसे जाएगा ख़ुद को बचाएगा
ऐसा नहीं होगा ना ना ना ना
baby baby baby दिल दीवाना
have some fun baby ऐ ऐ ऐ ऐ baby

बिगड़ी है तक़दीर बना ले
खेल जा बाज़ी दाँव लगा ले
बात पते की मान ले मेरी
इस बाज़ी में जीत है तेरी
तू क्‌या समझता है के हार जाएगा
ऐसा नहीं होगा ना ना ना ना
baby baby baby …

याई याई ये आ ओ आ

chaltā hai kahāṇ zor zor dil pe bābā
o bābā
hotā hai yahāṇ śhor śhor dil pe bābā
o bābā
nazreṅ churā legā dil ko bachā legā
aisā nahīṅ hogā nā nā nā nā
tak‌ka na nā na nā nā nā na nā nā
chaltā hai kahāṇ zor …

gore gore gāl ye kore
ḍāl rahe haiṅ tujh pe ḍore
zulfoṅ ke ye jāl sunahre
us pe nazroṅ ke ye pahre
tū kaise jāegā khud ko bachāegā
aisā nahīṅ hogā nā nā nā nā
baby baby baby dil dīvānā
have some fun baby ai ai ai ai baby

bigaṛī hai taqdīr banā le
khel jā bāzī dāṇv lagā le
bāt pate kī mān le merī
is bāzī meṅ jīt hai terī
tū k‌yā samajhtā hai ke hār jāegā
aisā nahīṅ hogā nā nā nā nā
baby baby baby …

yāī yāī ye ā o ā