Title (Indic)पुकारें कब से तुमको ... मैं भी हूँ मजबूर साजन् WorkChallenge Year1964 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ajit Merchant Performer Asha Bhosle Performer Mukesh Writer Prem Dhawan LyricsHindiपुकारें कब से तुमको चाँद और तारे चले आओ चले आओ आ: मैं भी हूँ मजबूर साजन दिल भी है मजबूर मु: फिर भी प्यार के मारे दो दिल रह न सकेंगे दूर आ: मैं भी हूँ मजबूर … मु: दूर थी अँखियाँ तुमसे लेकिन दिल पास तुम्हारे आ: हम भी कभी न भूले तुमको गवाह हैं चाँद सितारे मु: मिल के बिछड़ना बिछड़ के मिलना उल्फ़त का दस्तूर ये तो उल्फ़त का दस्तूर आ: जब तक एक भी साँस हैं बाकी लूँगी नाम तुम्हारा मु: हम न रहेंगे तो भी जहाँ में रहेगा प्यार हाअरा आ: तुम ही मेरे दिल का उजाला तुम आँखों का नूर साजन तुम आँखों का नूर मैं भी हूँ मजबूर … Englishpukāreṅ kab se tumko chāṇd aur tāre chale āo chale āo ā: maiṅ bhī hūṇ majbūr sājan dil bhī hai majbūr mu: phir bhī pyār ke māre do dil rah na sakeṅge dūr ā: maiṅ bhī hūṇ majbūr … mu: dūr thī aṇkhiyāṇ tumse lekin dil pās tumhāre ā: ham bhī kabhī na bhūle tumko gavāh haiṅ chāṇd sitāre mu: mil ke bichhaṛnā bichhaṛ ke milnā ulfat kā dastūr ye to ulfat kā dastūr ā: jab tak ek bhī sāṇs haiṅ bākī lūṇgī nām tumhārā mu: ham na raheṅge to bhī jahāṇ meṅ rahegā pyār hāarā ā: tum hī mere dil kā ujālā tum āṇkhoṅ kā nūr sājan tum āṇkhoṅ kā nūr maiṅ bhī hūṇ majbūr …