चली पी के नगर सजके दुल्हन्
चली पी के नगर सजके दुल्हन
मैके में जी घभरावत है
अब साँचे नगर को जाना है
ये झूठा नगर कहलावत है
झूले पीपल अमुवा छाँव
पनघट मेले गलियाँ गाँव
बाबुल मैया सखियाँ अंगना
सब छोड के गोरी जावत है
दिल थम थम ऐसे धड़कत है
रह-रह के दिया ज्यों धड़कत है
मन तड़पत भी है मिलने को
और लाज भी मन को आवत है
chalī pī ke nagar sajke dulhan
maike meṅ jī ghabhrāvat hai
ab sāṇche nagar ko jānā hai
ye jhūṭhā nagar kahlāvat hai
jhūle pīpal amuvā chhāṇv
panghaṭ mele galiyāṇ gāṇv
bābul maiyā sakhiyāṇ aṅgnā
sab chhoḍ ke gorī jāvat hai
dil tham tham aise dhaṛkat hai
rah-rah ke diyā jyoṅ dhaṛkat hai
man taṛpat bhī hai milne ko
aur lāj bhī man ko āvat hai