Chalee aa re ... choree se ... bach ke duniyaa kee nazron se

चली आ रे ... चोरी से ... बच के दुनिया की नज़रों से
Year
Language

चली आ रे चली आ रे चली आ रे
चोरी से चोरी से चोरी चोरी चोरी से आ
चोरी से चोरी से चोरी चोरी चोरी चोरी चोरी से
बोले रे बोले रे मेरा दिल बोले बोले बोले रे
बच बच बच बच के दुनिया की नज़रों से
अरे सनम तन्हाई में मिलो कभी कभी
हे चोरी से चोरी से …

ऐसे वैसे कई सवालों में खोया रहूं तेरे ख्यालों में
करो ज़रा जल्दी मुलाकातें तुमसे करनी हैं बड़ी बातें
चाँदनी सितारों में हो सोई तेरे मेरे सिवा हो न कोई
ठंडी ठंडी आग जल रही हो सर्द सर्द हवा चल रही हो
बच बच बच बच के …

मिलने नहीं देगा ये ज़माना कोई तो बनाओ तुम बहाना
खुली खुली लटें बिखराओ और न तुम मुझे तड़पाओ
वक़्त कभी कहीं नहीं ठहरे निकल जाएं मौक़े ना सुनहरे
दर्द जुदाई के बड़े गहरे यहां वहां लगे कई पहरे
बच बच बच बच के …

chalī ā re chalī ā re chalī ā re
chorī se chorī se chorī chorī chorī se ā
chorī se chorī se chorī chorī chorī chorī chorī se
bole re bole re merā dil bole bole bole re
bach bach bach bach ke duniyā kī nazroṅ se
are sanam tanhāī meṅ milo kabhī kabhī
he chorī se chorī se …

aise vaise kaī savāloṅ meṅ khoyā rahūṅ tere khyāloṅ meṅ
karo zarā jaldī mulākāteṅ tumse karnī haiṅ baṛī bāteṅ
chāṇdnī sitāroṅ meṅ ho soī tere mere sivā ho na koī
ṭhaṅḍī ṭhaṅḍī āg jal rahī ho sard sard havā chal rahī ho
bach bach bach bach ke …

milne nahīṅ degā ye zamānā koī to banāo tum bahānā
khulī khulī laṭeṅ bikhrāo aur na tum mujhe taṛpāo
vaqt kabhī kahīṅ nahīṅ ṭhahre nikal jāeṅ mauqe nā sunahre
dard judāī ke baṛe gahre yahāṅ vahāṅ lage kaī pahre
bach bach bach bach ke …