Chale jaa, chale jaa, chale jaa, jahaan pyaar mile

चले जा, चले जा, चले जा, जहाँ प्यार मिले
Year
Language

चले जा, चले जा, चले जा, जहाँ प्यार मिले

इतने बड़े जहान में, कोई तो मीत होगा
इस ग़म की बाँसुरी में कोई तो गीत होगा

चलना ही जिंदगी है, रुकना है मौत तेरी
ऐ जिंदगी के राही, किस बात की है देरी

आवाज़ दे रही है मंज़िल तुझे सुहानी
बढ़ता ही चल मुसाफिर, हर साँस एक कहानी

chale jā, chale jā, chale jā, jahāṇ pyār mile

itne baṛe jahān meṅ, koī to mīt hogā
is ġham kī bāṇsurī meṅ koī to gīt hogā

chalnā hī jiṅdgī hai, ruknā hai maut terī
ai jiṅdgī ke rāhī, kis bāt kī hai derī

āvāz de rahī hai maṅzil tujhe suhānī
baṛhtā hī chal musāphir, har sāṇs ek kahānī