चले जा चले जा चले जा जहाँ प्यार मिले
चले जा चले जा चले जा ( जहाँ प्यार मिले ) -2
इतने बड़े जहाँ में कोई तो मीत होगा
इस ग़म की बाँसुरी में कोई तो गीत होगा
चले जा चले जा …
चलना ही ज़िन्दगी है रुकना है मौत तेरी
ऐ ज़िन्दगी के राही किस बात की है देरी
चले जा चले जा …
आवाज़ दे रही है मंज़िल तुझे सुहानी
बढ़ता ही चल मुसाफ़िर हर साँस इक कहानी
चले जा चले जा …
chale jā chale jā chale jā ( jahāṇ pyār mile ) -2
itne baṛe jahāṇ meṅ koī to mīt hogā
is ġham kī bāṇsurī meṅ koī to gīt hogā
chale jā chale jā …
chalnā hī zindgī hai ruknā hai maut terī
ai zindgī ke rāhī kis bāt kī hai derī
chale jā chale jā …
āvāz de rahī hai maṅzil tujhe suhānī
baṛhtā hī chal musāfir har sāṇs ik kahānī
chale jā chale jā …