चल री सजनी अब क्या सोचे, कजरा ना बह जाये रोते रोते
चल री सजनी अब क्या सोचे - (2)
कजरा ना बह जाये रोते रोते
चल री सजनी अब क्या सोचे
(बाबुल पछताए हाथों को मल के
काहे दिया परदेस टुकड़े को दिल के ) - 2
आँसू लिये, सोच रहा, दूर खड़ा रे
चल री सजनी …
ममता का आँगन, गुड़ियों का कंगना
छोटी बड़ी सखियाँ, घर गली अंगना
छूट गया, छूट गया, छूट गया रे
चल री सजनी …
(दुल्हन बनके गोरी खड़ी है
कोई नही अपना कैसी घड़ी है ) - (2)
कोई यहाँ, कोई वहाँ, कोई कहाँ रे
चल री सजनी अब क्या सोचे
कजरा ना बह जाये रोते रोते
चल री सजनी अब क्या सोचे
chal rī sajnī ab kyā soche - (2)
kajrā nā bah jāye rote rote
chal rī sajnī ab kyā soche
(bābul pachhtāe hāthoṅ ko mal ke
kāhe diyā pardes ṭukaṛe ko dil ke ) - 2
āṇsū liye, soch rahā, dūr khaṛā re
chal rī sajnī …
mamtā kā āṇgan, guṛiyoṅ kā kaṅgnā
chhoṭī baṛī sakhiyāṇ, ghar galī aṅgnā
chhūṭ gayā, chhūṭ gayā, chhūṭ gayā re
chal rī sajnī …
(dulhan banke gorī khaṛī hai
koī nahī apnā kaisī ghaṛī hai ) - (2)
koī yahāṇ, koī vahāṇ, koī kahāṇ re
chal rī sajnī ab kyā soche
kajrā nā bah jāye rote rote
chal rī sajnī ab kyā soche