Chal ree sajnee ab kyaa soche

चल री सजनी अब क्या सोचे
Year
Language

चल री सजनी, अब क्या सोचे
कजरा ना बह जाये रोते रोते

बाबुल पछताये हाथों को मल के
काहे दिया परदेस टूकड़े को दिल के
आँसू लिये सोच रहा दूर खड़ा रे

ममता का आँचल, गुडीयों का कंगना
छोटी बड़ी सखियाँ, घर गली अंगना
छूट गया, छूट गया, छूट गया रे

दुल्हन बनके गोरी खड़ी है
कोई नहीं अपना कैसी घड़ी है
कोई यहाँ, कोई वहाँ, कोई कहाँ रे

chal rī sajnī, ab kyā soche
kajrā nā bah jāye rote rote

bābul pachhtāye hāthoṅ ko mal ke
kāhe diyā pardes ṭūkaṛe ko dil ke
āṇsū liye soch rahā dūr khaṛā re

mamtā kā āṇchal, guḍīyoṅ kā kaṅgnā
chhoṭī baṛī sakhiyāṇ, ghar galī aṅgnā
chhūṭ gayā, chhūṭ gayā, chhūṭ gayā re

dulhan banke gorī khaṛī hai
koī nahīṅ apnā kaisī ghaṛī hai
koī yahāṇ, koī vahāṇ, koī kahāṇ re