चल मेरे दिल लहरा के चल मौसम भी है वादा भी है
उनकी गली का फ़ासला थोड़ा भी है ज़्यादा भी है
चल मेरे दिल …
मैं हूँ राही प्यार का राही मेरी मंज़िल प्यार की गलियाँ
दिल में बसी है हुस्न की सूरत आँखों में दिलदार की गलियाँ
चल मेरे दिल …
उसकी चाहत उसकी तमन्ना हो तो हो बेकार का सपना -2
घर से निकलना यार से मिलना ये तो कार-ओ-बार है अपना -2
चल मेरे दिल …
chal mere dil lahrā ke chal mausam bhī hai vādā bhī hai
unkī galī kā fāslā thoṛā bhī hai zyādā bhī hai
chal mere dil …
maiṅ hūṇ rāhī pyār kā rāhī merī maṅzil pyār kī galiyāṇ
dil meṅ basī hai husn kī sūrat āṇkhoṅ meṅ dildār kī galiyāṇ
chal mere dil …
uskī chāhat uskī tamannā ho to ho bekār kā sapnā -2
ghar se nikalnā yār se milnā ye to kār-o-bār hai apnā -2
chal mere dil …