a: ho
na: ho
( mujhe madhur lagtā hai unse
a: apnā
pyār chhupānā
hāṇ pyār chhupānā ) -2
bhītar-bhītar hāṇ kahūṇ maiṅ
na: o
a: bhītar-bhītar hāṇ kahūṇ maiṅ
na: bāhar bolūṇ nā-nā
do: mujhe madhur lagtā hai unse
apnā pyār chhupānā
hāṇ pyār chhupānā
na: ( kitnī pyārī thī
a: kitnī thī bolī
na: unkī merī vo
a: āṇkh-micholī ) -2
na: ( man ke andar maiṅ kahtī thī
a: ājā
na: ājā ho more rājā ) -2
ājā ho more rājā ājā
a: āṇkhoṅ se kahtī thī nā ānā nā ānā
na: maiṅ to kartī thī bahānā
do: mujhe madhur lagtā hai unse
apnā pyār chhupānā
hāṇ pyār chhupānā
na: ik iśhāre meṅ jo chhalke
prem nahīṅ hai vo gahrā
a: un āṇkhoṅ kī qīmat hī kyā
jinpe nahīṅ śharam kā pahrā -2
na: o
merī duniyā alag hai sabhī se re
merī duniyā alag hai sabhī se
hāṅ hāṇ hāṇ merī adā nirālī
hāṅ hāṇ
a: o ho ho merī adā nirālī
na: maiṅ to chhup-chhup ke pyār karūṇ
hāṇ hāṇ pyār karūṇ
ho merī prīt hai
hāṇ merī prīt hai
prīt hai
a: ghūṇghaṭ vālī
hāṇ hāṇ ghūṇghaṭ vālī
do: ā hā hā hā hā ā
prīt hai ghūṇghaṭ vālī
ghūṇghaṭ vālī
prīt hai ghūṇghaṭ vālī
a: ā hā hā hā hā
na: ā hā hā hā hā
a: o ho ho ho ho
a: ā hā hā hā hā
a: ā hā hā hā hā
do: ā hā hā hā hā