Chal-chal-chal mere dil pyaar teree manzil

चल-चल-चल मेरे दिल प्यार तेरी मंज़िल्
Year
Language

मु: चल-चल-चल मेरे दिल प्यार तेरी मंज़िल
जहाँ प्यार मिले दिलदार मिले वहीं चल-चल-चल
चल-चल-चल मेरे दिल …

जा: पड़े न फिर पछताना वहाँ

मु: जो भी पड़े सब सह ले चल उनकी गली में पहले
कहती है दुनिया आज अगर तो तुझको दीवाना कह ले
हँस के पुकारे हँसने दे प्यारे दुनिया तो है जाहिल
जा: अं र र र
मु: चल-चल-चल मेरे दिल …

जा: पलट चलो घर बैठो सुना

मु: बैठ के ग़म क्‌यों झेलें हाथों में वो दामन ले लें
करके निगाहें चार ज़रा तक़दीर की बाज़ी खेलें
फिर वही मैं हूँ फिर वही तू हो फिर हो वही महफ़िल
जा: इ इ इ इ
मु: चल-चल-चल मेरे दिल …

mu: chal-chal-chal mere dil pyār terī maṅzil
jahāṇ pyār mile dildār mile vahīṅ chal-chal-chal
chal-chal-chal mere dil …

jā: paṛe na phir pachhtānā vahāṇ

mu: jo bhī paṛe sab sah le chal unkī galī meṅ pahle
kahtī hai duniyā āj agar to tujhko dīvānā kah le
hṇs ke pukāre hṇsne de pyāre duniyā to hai jāhil
jā: aṅ ra ra ra
mu: chal-chal-chal mere dil …

jā: palaṭ chalo ghar baiṭho sunā

mu: baiṭh ke ġham k‌yoṅ jheleṅ hāthoṅ meṅ vo dāman le leṅ
karke nigāheṅ chār zarā taqdīr kī bāzī kheleṅ
phir vahī maiṅ hūṇ phir vahī tū ho phir ho vahī mahafil
jā: i i i i
mu: chal-chal-chal mere dil …