चल भीड़ू चल मिली रकम बड़ी
छोटा कद और पेट बड़ा है पैसे वाला सेठ खड़ा है
बोलो सेठ कितना plate मस्का मार के
इसको है खाने का चस्का तवा गरम है रघु मार दे मस्का
चल भीड़ू चल मिली रकम बड़ी
अरे अपनी तो निकल पड़ी
लखपति और करोड़पति होंगे अपने नौकर नौकर
दुनिया के सारे बैंकों में होंगे अपने locker locker
ऐ खजूर बाप की गाड़ी समझा क्या
टक्कर क्यूं देता है बे खटारे वाले
हम तो mercedeze रखने वाले हां
मुंह देखा है क्या आईने में अरे हटा सावन की घटा
ऐ भाऊ समझ जा सुधर जा पतली गली से निकल जा चल चल चल
अरे ये बंगला कल अपना होगा ये गाड़ी कल अपनी होगी
ये होटल कल अपना होगा ये बाड़ी कल अपनी होगी
चल भीड़ू चल …
अक्खा india की सुन्दरियां line अपुन को देंगी देंगी
मुश्किल में पड़ जाएंगी साला दिल अपुन का लेंगी लेंगी
अरे ओ शाने के ताने मोर का नाच मुरगी क्या जाने
चल बाजू हट देख मैं जाता हूं अभी हट
micheal jackson बन जाएंगे disco करके दिखलाएंगे
picture के गाने हम गाएंगे five star में खाना खाएंगे
चल भीड़ू चल …
chhoṭā kad aur peṭ baṛā hai paise vālā seṭh khaṛā hai
bolo seṭh kitnā plate maskā mār ke
isko hai khāne kā chaskā tavā garam hai raghu mār de maskā
chal bhīṛū chal milī rakam baṛī
are apnī to nikal paṛī
lakhapti aur karoṛapti hoṅge apne naukar naukar
duniyā ke sāre baiṅkoṅ meṅ hoṅge apne locker locker
ai khajūr bāp kī gāṛī samjhā kyā
ṭakkar kyūṅ detā hai be khaṭāre vāle
ham to mercedeze rakhne vāle hāṅ
muṅh dekhā hai kyā āīne meṅ are haṭā sāvan kī ghaṭā
ai bhāū samajh jā sudhar jā patlī galī se nikal jā chal chal chal
are ye baṅglā kal apnā hogā ye gāṛī kal apnī hogī
ye hoṭal kal apnā hogā ye bāṛī kal apnī hogī
chal bhīṛū chal …
akkhā india kī sundriyāṅ line apun ko deṅgī deṅgī
muśhkil meṅ paṛ jāeṅgī sālā dil apun kā leṅgī leṅgī
are o śhāne ke tāne mor kā nāch murgī kyā jāne
chal bājū haṭ dekh maiṅ jātā hūṅ abhī haṭ
micheal jackson ban jāeṅge disco karke dikhlāeṅge
picture ke gāne ham gāeṅge five star meṅ khānā khāeṅge
chal bhīṛū chal …