Chaar dinon kee chaandnee hai phir andhiyaaree raat

चार दिनों की चाँदनी है फिर अँधियारी रात्
Year
Language

श: बार बार तुम सोच रही हो
मन में कौन सी बात, मन में कौन सी बात
ल: चार दिनों की चाँदनी है फिर अँधियारी रात

श: आज तुम्हारे चेहरे की रंगत बोलो क्‌यों बदली है
ल: मुझे भी ख़ुद मालूम नहीं
कि मेरी कश्ती किधर चली है
श: दूर ओ देखो झिल-मिल झिल-मिल
चमक रही है अपनी मंज़िल
उस मंज़िल की ओर सजनिया
चलो चलें एक साथ

ल: कितना है आसान जगत में मन के महल बनाना
पर कितना मुश्क़िल है अपने हाथ से उन्हें गिराना
कितना है आसान जगत में मन के महल बनाना
पहले एक धुँधली सी आशा, फिर मजबूरी और निराशा
श: प्रेम के पथ पर हर प्रेमी को मिली यही सौग़ात्

śha: bār bār tum soch rahī ho
man meṅ kaun sī bāt, man meṅ kaun sī bāt
la: chār dinoṅ kī chāṇdnī hai phir aṇdhiyārī rāt

śha: āj tumhāre chehre kī raṅgat bolo k‌yoṅ badlī hai
la: mujhe bhī khud mālūm nahīṅ
ki merī kaśhtī kidhar chalī hai
śha: dūr o dekho jhil-mil jhil-mil
chamak rahī hai apnī maṅzil
us maṅzil kī or sajniyā
chalo chaleṅ ek sāth

la: kitnā hai āsān jagat meṅ man ke mahal banānā
par kitnā muśhqil hai apne hāth se unheṅ girānā
kitnā hai āsān jagat meṅ man ke mahal banānā
pahle ek dhuṇdhlī sī āśhā, phir majbūrī aur nirāśhā
śha: prem ke path par har premī ko milī yahī sauġhāt