चाँदनी रूप की या किरन धूप की
चाँदनी रूप की या किरन धूप की
सुरमई सी घटा या सुबह की हवा
ख्वाब जैसी लगी तुझको कैसी लगी
वो मेरी दिलरुबा दिल मेरे तू बता
चाँदनी रूप की या किरन धूप की
खुश्बुओं की लहर के जवां गुलमोहर
तितलियों की तरह उम्र से बेखबर
फूल बनती कली कोकिला मनचली
ख्वाब जैसी लगी …
चाँदनी रूप की या किरन धूप की
वे माहिया वे छड देस न जा
रागिनी राग की शोखियां फ़ाग की
मीर की तू गज़ल नज़्म थी दाग की
आसमां की परी या के जादूगरी
ख्वाब जैसी लगी …
chāṇdnī rūp kī yā kiran dhūp kī
surmaī sī ghaṭā yā subah kī havā
khvāb jaisī lagī tujhko kaisī lagī
vo merī dilrubā dil mere tū batā
chāṇdnī rūp kī yā kiran dhūp kī
khuśhbuoṅ kī lahar ke javāṅ gulmohar
titliyoṅ kī tarah umr se bekhabar
phūl bantī kalī kokilā manachlī
khvāb jaisī lagī …
chāṇdnī rūp kī yā kiran dhūp kī
ve māhiyā ve chhaḍ des na jā
rāginī rāg kī śhokhiyāṅ fāg kī
mīr kī tū gazal nazam thī dāg kī
āsmāṅ kī parī yā ke jādūgrī
khvāb jaisī lagī …